Gulab jamun banane ki recipe- Namaskar dosto.Aj ki is article me ham apko gulab jamun banane ki recipe apko step by step bata ne wale hai.Kya apki bhi man me ye sawal hai gulab jamun kaise banate hai[how to make gulab jamun] to me sure hu is article ko padhne ke bad apki doubt clear ho jaegi.

Aj ham apko puri tarah se gulab jamun banane ki recipe yani gulab jamun banane ki vidhi apko simple way me batane wale hai.Jise read kar ke ap badi aasani se gulab jamun banane ki recipe ap jan sak te hai.To chalie jan lete hai ki kaise ham sirf ghar ke saman se ek achha gulab jamun bana sak te hai.

gulab jamun banane ki recipe


Gulab jamun banane ki recipe in 2019


Jiase ki ap log sab jan te hai ki bharat ek janasankhya byahul desh hai.Bharat me har log mitha khane ka shouk rakh te hai.Or agar mitha ki baat ati hai to kahi na kahise gulab jamun ka nam jaroor ata hai.Kyu ki ye mithai me bahat jyada famous hai.

Also Read- Top 9 oesome steps to make methi paratha recipes in hindi

Aj ki is article ko padhne ke baad ap puri tarah jan jaenge gulab jamun banane ki recipe.jise ap jabhi chahe ise banakar apni friends or family members ko de kar unhe khus kar sak te hai.

gulab jamun banane ki recipe jan ne kelie apko niche diye geye kuchh ingriendece ki jaroorat padegi.Jo me niche me uska list de diya hai.Agar apko hamari article pasand aye to ise apni friends ke sath share jaroor kar na.

Ingridience of gulab jamun banane ki vidhi


Niche mene apko kuchh saman bataya hai jo apki ghar par uplabdh hoga agar nehi to ap bajar se ise kharid sak te hai.



  • Ghee
  • Mawa - 350 gram
  • Sugar yani sakkar- 60 gram
  • Kaju - 2 chammach
  • Pista - 1 chammach
  • Milk powder
  • Suji



Gulab jamun banane ki recipe in hindi 




Step1- Sabse pehele ek non stick tawa me thoda suji[3-4 cup] dale or uske sath 2/3 cup milk or thoda sa sugar yani sakkar 2/4 chammach dal kar use achhi tarah 3 se 5 minute tak use gas me pakana hai.

Step 2- Jab achhi tarah se milk suji ko upsorve kar le tab gas off kar ek use thoda thanda kar ne kelie use chhod dijie.Ab chalie sugar ka sira teyar kar te hai.

Step 3- Ek khali bar tan me 2 cup sugar dale.Uske baad usi bartan me 2 cup pani yani water dalie.Use 1 se 2 minute tak gas me paka kar use achhi tarah se mix kijie.

Step 4 - Ap ne jo milk se banaya tha sayad ab wo thanda ho geya hoga.Ab ap us mix pe ap 2-3 chammach ghee paka kar use achhi tarah se mix kijie.

Steps 5 - Jab apka suji achhi tarah se mix ho jae tab hat me thoda ghee laga kar us sujii mix ki chhoti chhoti ball banaye ga.

Steps 6 - Jab apka ball ban jaega tab ap gas on kar ke medume flame me us chote balls ko fry kar dijie.

Steps 7 - Ab apka kaam khatam hoo geya hai.Fry hua balls ko ab ap sugar sira me dal kar use maximom 30-40 minutes tak use rehe ne dena hai.Taki siraf achhese observe ho sake.

Conclussion

Ummid kar ta hu apko hamara article [Top 7 Steps] Gulab jamun banane ki recipe at home apko pasand aya hoga.Is post me ham apko gulab jamun banane ki recipe[how to make gulab jamun] bata ya hai.Ab sayad apka question gulab jamun kaise banate hai solve ho geya hoga.