Rasgulla banane ka tarika- Hello friends aj ham rasgulla banane ka tarika ke bareme batane wale hai.Mujhe kahi sare log bol te hai ki rasgulla banane ki vidhi kab publish karenge.To finaly aj ham rasgulla banane ka tarika ya fir rasgulla banane ki recipe apko step by step batane wale hai.

Jiase ki ap sab jan te hai ki rasgulla bengali me bahat jyada popular hai.Kyu ki ye mithai he hai itna swadist.Aj ki time me rasgula sirf bengali me nehi balki puri india me bhi bahat jyada popular hai.So that isi lie ham apko rasgulla banane ka tarika apko batane wale hai.

Agar apbhi sach me rasgulla banane ka tarika yani ki rasgulla banane ki recipe jan na chaha te hai to is article besically ap kelie hi hai.Is post last tak jaroor read kijie ga.

Agar apko hamara article apko pasand aye to ise apni social media share jaroor karna.Chalie start kar te hai.

Rasgulla banane ka tarika

Ghar me rasgulla banane ka tarika in hindi


Ap sab jan te hai ras gulle dikh ne me jitni sundar hai ise khane me bhi ye utni hi swadist hai.Agar ap ise apni mouth me rakhenge to apko pata nehi chalega ki wo ras gula kaha chala geya hai.

Also Read- [Top 7 Steps] Gulab jamun banane ki recipe at home

Is article me ham apko jo rasgulla banane ka tarika bataenge uske lie apko jyada kharch kar na nehi padega.

Apki fhar ki saman me hi ap badi aasani se ap sweet rasgolla bana sak te hai.Ise bana na bahat hi simple hai.Bas apko niche diye geye steps ko follow kar na hai.

Ingriendiets of rasgulla banane ka tarika in hindi


Niche mene kuchh saman ke bareme bata ya hai.Jise use kar ke ap rasgulla banane ka tarika ghar me hi bana sak te hai.

Mene niche jitne bhi saman apko bataya hai wo sare ingriendiets apko ghar par hi mil jae nge.Agar koi chije apki ghar me nehi hai to ap ise market se ise buy kar sak te hai.

Chalie jan lete hai ki wo kon kon si chije hai jise ap gharme rasgulle bana sak te hai.

  • 1-2 liter milk yani dud 
  • halp cup dahi
  • 2 chammach lemon juice
  • 1-2 liter water yani pani
  • 1-3 cup sugar yani sakkar
  • ilaichi powder 
  • keshar- disign kelie 


I hope aplog ye sare samagree collect kar lia hoga.Chalie ab jan lete hai ki ghar rasgulla banane ka tarika in hindi.

Rasgulla banane ka tarika at home 


Step 1- Friends ghar me ras gulla banane kelie sabse pehele apko chhena banana padega.Chhena banane kelie sabse pehele apko 1-2 liter milk yani dud gas pe ubaal na hai.Jab milk ubal jae tab ap gas off kar dijie ga.

Step 2- Jab milk yani dud jab ubal jaega tab apko usme halp cup pani yani water mila kar use achhi tarah mix kar dijie.

Step 3- Jab ap milk me water mix kar denge uske baad apko us mix me 2 chammach lemon juice yani nimbu ka ras paka kar use chhid na hai.

Step 4- Jab Dud chhid jaega tab usko ek saf kap dame chhan dena hai.Or pure chhena ko alag kar dena hai.

Step 5- Jab apka chhena alag ho jaenga tab ap us chhene ko achhi tarah se masal dijjie.Jab tak wo chikna na ho.Agar chikna na ho to apka rasgulla bilkul soft nehi hoga.

Step 6- Jab chhena achhi tarah chikna ho jae tab uski chhoti chhoti ball bana dijie.Jiase rasgulla ki balls hoti hai.

Step 7- Jab apka rasgulle ban kar teyar ho jaenge tab use chhan ne kelie apko gas me kadai basa kar usme 3 glass water daliega.Or usme dedh cup sakkar yani sugar,3cup milk powder mila kar usko medume flame me ubal ne dena hai.

Step 8- Jab apka mix ubal jaega tab usme apko banaya hua rasgulla apko dhire se pakana hai.Or use 15 minutes kelie ese hi chhod dena hai.

Step 9- Ab lijie apka kaam khatam ho geya hai.Apka rasgulle ban kar bilkul teyaar hai.

Step 10- Rsgulle ko jyada attractive bana ne kelie usme thoda sa keshar add kar dijie.Or lijie apka rasgulle ban kar teyar hai.

Rasgulle banane ka tarika in hindi video tutorials 


Conclussion 

Ummid hai apko hamara article [Top 10 Attractive ways] Rasgulla banane ka tarika in hindi apko pasand aya hoga.Is article me ham rasgulla banane ka tarika yani ki rasgulla banane ki recipe apko step by step bata ya hai.Jise read kar ke ap ghar me rasgulle ki recipe bana sak te hai.