Methi paratha recipes-Hey devi or devtao.Aj ham methi paratha recipes ke bareme baat kar ne wale hai[recipes of methi paratha in hindi].Khas kar ke ye ek indian recipe hai.Ye dish dekh neme jitne yummy hai utna hi swadist hai.Isilie ham methi paratha recipes apko bata ne wale hai.

Khane ki baat kare to har koi swadist dish khana chaha te hai.Lekin sare recipes for methi paratha ke bareme nehi jan te hai.Agar ap bhi apne family or friends kelie methi paratha banana chaha te hai to ap sehi jagah pe aye hai.

Kyu ki in this article ham methi paratha recipes ke bareme apko step by step batane wale hai.Jise read kar ke ap methi paratha bana sak te hai.

 methi paratha recipes

Step by step methi paratha recipes in hindi


Methi paratha recipes banane kelie apko bahar jane ki koi bhi jaroorat nehi hai.Ap ghar par rehete hi ap badi aasani se ap methi paratha bana sak te hai.

Also Read- Chilli paneer recipe| How to make chilli paneer dry and gravy recipe

Ap log jan te hai ki hari sab jiya hamari sehat kelie kitni jaroori hai.Ye hamari sehat or sareer kelie kitni jaroori hai ap samajh sak te hai.

Khas isi bajah se ham methi paratha recipes apko batane wale hai.Kyu ki isme methi hai or ye hari sab jiyo ka hi ek hissa hai.Ise banake khane se ap bahat susth feel karenge.

Winter season bahat karib araha hai.Or ap jan te hai ki winter season me paratha khane ka maja hu kuchh special hai.Isilie ap tention mat lijie.Is article last tak read kijie.

Ingredients of methi paratha recipes in hindi


methi paratha recipes banane kelie apko kuchh ingredients ki jaroorat padega.Jise ap badi easily ap methi paratha bana sak te hai.

Chalie ham jan lete hai ki methi paratha banane kelie apko kin kin ingredients ki jaroorat padegi.

1.Gehu ka atta one cup

2.Methi 1 cup

3.Agar hari mirch ho to bahat achha hai

4.Swad ke anusar salt

5.Oil yani tell

6.Dud ki malai yani dahi

7.One bottle water

8.Paratha banane kelie sukha atta

9.Fir se tell paratha banane kelie

10.Aj bayan

Ab ap to jan geye hai methi paratha banane kelie apko kya kya chahi ye.Ab jan lete hai ki ise banane kelie hame kitni time lagegi.

1.Teyari ka samaya yani time- 20 minutes

2.Total time- 40 minute

3.Ise pakane ka time- 20 minute

Recipes of methi paratha in hindi

1.Sabse pehele gas on kar ke usme ek non stick pannel me thoda oil dal kar use garam kare.

2.Useke baad usme jeera dale.Jab apka jeera achhi tarah se bhun ho jae tab ap usme mirchi or adarat dale kar use fry kare.

3.Ab in sab ko milakar usme methi dale or uske baad usme mirchi poweder,salt dal kar mila lijie.

4.Ab ap isme atta dal kar use achhi tarah se chakut lijie or usko kat kar chhote chhote gola aakar bana dijie.

5.Ab ap chhote gola kar atto ko roll kar ke usme thoda ghee laga kar usme khali atta laga dijie.

6.Jab ap use roll kar denge tab ap use mote kar ke use achhi tarah se paratha jaise bell lijie.

7.Ab ap parathe me thoda ghee laga kar use chhood dijie.

8.Ab ap gas on kar ke usme ek non stic tawa me thoda oil paka kar use garam kar dijie.

9.Usme ap banaya hua methi parathe ko paka lijie.Bas ab apka methi paratha ban kar teyar hai.

Conclussion

Finnaly umid kar ta hu apko hamara article Top 9 oesome steps to make methi paratha recipes in hindi apko pasand aya hoga.Isme ham apko deeply,recipes of methi paratha in hindi apko bata ya hai.Agar apko hamara article pasand aye to ise social media pe jaroor share kar na.